dhuul mitti
mitti dhuul
tooti sadak
khude kinare
prayagraaj under construction
uthal puthal
prayagraaj in making
ulat palat
sab kuch tod ke phod ke
sab kuch naya bana denge
yeh khod ke woh gaad ke
do pahiya teen pahiya chaar pahiya
abey chota pahiya
bey bada pahiya
laal batti
bina batti
thasa thas thasa thas
jaam laga aey ho
dhuul mitti
mitti dhuul
prayagraaj bana le ho
Wednesday, October 31, 2018
Tuesday, June 7, 2016
आधा-पूरा
आधे पल मे, आधे inch की मुस्कान।
आधे पल मे, दिल की आधी धडकन।
बस एसे दो-दो आधे जोड़
एक-एक मोती बना।
हर मोती को धागे मे पिरोह
बस एक यही माला काफी,
जिन्दगी, भर के
पूरी कमाई।
चाहे रहे एक मोती,
हर पल उसे ही देख
होती पूरी मुस्कान।
आधे से भी पर
आधी मुस्कान मे
आधे के लिए
रहती पूरी उम्मीद।
अभी मेरे पास ही रहने दो,
चला जाऊ, फिर
अपने-अपने आधे-पूरे, ढूँढ के
तोड़ ले जाना।
हो सके तो बस
जैसी है वैसे ही मुझे
पहना देना,
हर मोती और पूरी माला देख
पूरा मुस्कुरा देना।
आधे पल मे, दिल की आधी धडकन।
बस एसे दो-दो आधे जोड़
एक-एक मोती बना।
हर मोती को धागे मे पिरोह
बस एक यही माला काफी,
जिन्दगी, भर के
पूरी कमाई।
चाहे रहे एक मोती,
हर पल उसे ही देख
होती पूरी मुस्कान।
आधे से भी पर
आधी मुस्कान मे
आधे के लिए
रहती पूरी उम्मीद।
अभी मेरे पास ही रहने दो,
चला जाऊ, फिर
अपने-अपने आधे-पूरे, ढूँढ के
तोड़ ले जाना।
हो सके तो बस
जैसी है वैसे ही मुझे
पहना देना,
हर मोती और पूरी माला देख
पूरा मुस्कुरा देना।
Saturday, February 25, 2012
Fully Loaded Human
a lil bit good.
a lil bit bad.
smtimes happy.
smtimes sad.
smtimes content.
smtimes greedy.
lil bit decent.
lil bit unethical.
lil bit obedient.
lil bit rebellious.
lil bit scared.
lil bit brave.
lil bit this side of line.
lil bit dat side of line.
a lil bit of every human trait,
fully loaded human !!!!
a lil bit bad.
smtimes happy.
smtimes sad.
smtimes content.
smtimes greedy.
lil bit decent.
lil bit unethical.
lil bit obedient.
lil bit rebellious.
lil bit scared.
lil bit brave.
lil bit this side of line.
lil bit dat side of line.
a lil bit of every human trait,
fully loaded human !!!!
I vs I
2 beings are fighting
2 bodies are fighting
2 minds are fighting
2 hearts are fighting
2 ideas are fighting
2 emotions are fighting
2 thinkings are fighting
2 principles are fighting
the 2 hating each other
the 2 showing each other down
the 2 trying to outsmart each other
none of the 2 listening each other
each of them feels superior over other
each of them feels themselves only true
each of them wants only their truth to exist
other than theirs is lie,a sin
illusion takes over them
ego becomes will power
pride becomes self confidence
anger encourages
anger becomes the booze
both participants are high
conflict gets deeper takes over sensibility
to end other is the only end
2 bodies are fighting
2 minds are fighting
2 hearts are fighting
2 ideas are fighting
2 emotions are fighting
2 thinkings are fighting
2 principles are fighting
the 2 hating each other
the 2 showing each other down
the 2 trying to outsmart each other
none of the 2 listening each other
each of them feels superior over other
each of them feels themselves only true
each of them wants only their truth to exist
other than theirs is lie,a sin
illusion takes over them
ego becomes will power
pride becomes self confidence
anger encourages
anger becomes the booze
both participants are high
conflict gets deeper takes over sensibility
to end other is the only end
TIME OUT
time out anytime
hangout at time out,
chai peeyo chill out maro,
har chuski mein,
hhhhhmmmm .....ki awaaz karo.
subah subahhh....dimag taaza karo
dil mein nayi umang bharo,
ideas ayenge ek se badkar ek,
body ka har atom ho jyaega activate.
kaam se lo break,aa jao time out
dimag mein hojayein jab saturation
order karo ek tana tann...
important deal....serious discussion,....
abey ek chai ka ho saath phir dekho kaise
phata phat aur badiya banti hain baat
koi problem hain yaar?
chal chai peetein hain...
baat kartein hain....lets take a break.
fikar not,lets give it a second thought.
khali gup shup boring nahi hoti?
yaar saath ek cup chai bhi hoti...
arey yaaro bakaiti ka hain yeh adda,
koi bhi topic ho.....load mat lo
lite lo,bas bill heavy karo.
kaun kehta hain,
kuch different karo,different bano.
kuch bhi karo bas differently karo,
that,makes the difference.
mannchale harkato pe control karein,
hamare yaha sanskarik,intellectual,
artist aur officer type log bhi atein hain.
kyoki chai toh sabhi peetein hain.
har nukkad par hoga time out
kyoki life mein time out zaroori hain,
the more u demand the more we deliver,
after all democracy hain.
hangout at time out,
chai peeyo chill out maro,
har chuski mein,
hhhhhmmmm .....ki awaaz karo.
subah subahhh....dimag taaza karo
dil mein nayi umang bharo,
ideas ayenge ek se badkar ek,
body ka har atom ho jyaega activate.
kaam se lo break,aa jao time out
dimag mein hojayein jab saturation
order karo ek tana tann...
important deal....serious discussion,....
abey ek chai ka ho saath phir dekho kaise
phata phat aur badiya banti hain baat
koi problem hain yaar?
chal chai peetein hain...
baat kartein hain....lets take a break.
fikar not,lets give it a second thought.
khali gup shup boring nahi hoti?
yaar saath ek cup chai bhi hoti...
arey yaaro bakaiti ka hain yeh adda,
koi bhi topic ho.....load mat lo
lite lo,bas bill heavy karo.
kaun kehta hain,
kuch different karo,different bano.
kuch bhi karo bas differently karo,
that,makes the difference.
mannchale harkato pe control karein,
hamare yaha sanskarik,intellectual,
artist aur officer type log bhi atein hain.
kyoki chai toh sabhi peetein hain.
har nukkad par hoga time out
kyoki life mein time out zaroori hain,
the more u demand the more we deliver,
after all democracy hain.
subah ki chai
subah ki chai
monday ki subah hain
ek naye hafte ki shuruaat hain
aur
ek aur hafte ka ant shuru ho raha hain
ek naya din hain
aur
ek din kam ho raha hain
mahine ka ant kareeb hain
aur
naya mahina shuru hone ko hain
akhbaar mein kal ki kahbar
aur
aaj ka anumaan hain
jo bhi hain
aaj phir jeene ka mauka mila hain
ghadi phir se 12 se 12 ka chakkar lagayegi
phir se suabah hui hain
phir shaam hogi
unhi raasto par ek nayi shuruat hogi
unhi logo se ek nayi mulakat hogi
aaj kuch nayi baat ho na ho
kal ki baatein aaj,alag hoyengi
phir raat hogi
phir sapne dekhenge
ek cup chai aur peeyenge.
phir aaj jeeyenge.
monday ki subah hain
ek naye hafte ki shuruaat hain
aur
ek aur hafte ka ant shuru ho raha hain
ek naya din hain
aur
ek din kam ho raha hain
mahine ka ant kareeb hain
aur
naya mahina shuru hone ko hain
akhbaar mein kal ki kahbar
aur
aaj ka anumaan hain
jo bhi hain
aaj phir jeene ka mauka mila hain
ghadi phir se 12 se 12 ka chakkar lagayegi
phir se suabah hui hain
phir shaam hogi
unhi raasto par ek nayi shuruat hogi
unhi logo se ek nayi mulakat hogi
aaj kuch nayi baat ho na ho
kal ki baatein aaj,alag hoyengi
phir raat hogi
phir sapne dekhenge
ek cup chai aur peeyenge.
phir aaj jeeyenge.
Thursday, January 14, 2010
bakwas hain yeh
bakwas
na koi kharcha
na koi len-den
ek muft pe aur muft chaar
na kuch khaas na koi raaz
tension-free
cholestrol-free
only timepaas,
na koi kharcha
na koi len-den
ek muft pe aur muft chaar
na kuch khaas na koi raaz
tension-free
cholestrol-free
only timepaas,
Subscribe to:
Posts (Atom)
